Skip to main content

Posts

Showing posts from July, 2020

Aaj Ka Sawal

Zulhijjah ke 10 dino ki ibaadat ki fazilat जिलहिज्जा के अश्रे की फजीलत Aaj ka sawal no. 2169 Zulhijjah ke 10 dino aur raat me ibadat ki koi khaas fazilat hai ? Agar hai to hadis ki roshni me batane ki guzarish. Al Jawab Huzur ﷺ ne irshad farmaya: koi din aisa nahin jin me ibaadat karna khuda ta'ala ko zilhajjah ke 10 dino ki (ibadat) se ziyadah pasand ho, (kyun ke) in me se har din ka rozah 1 saal ke rozah rakhne ke baraabar hai, aur har ek raat ka jaagna shabe qadr me jaagne ke baraabar hai. Tirmizi و الله اعلم بالصواب Mufti Imran Ismail Memon Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India 𝐃𝐨𝐰𝐧𝐥𝐨𝐚𝐝 𝐀𝐩𝐩 https://bit.ly/IslamicMsgOfficial 𝐉𝐨𝐢𝐧 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐓𝐞𝐥𝐞𝐠𝐫𝐚𝐦 𝐂𝐡𝐚𝐧𝐧𝐞𝐥 https://telegram.me/IslamicMsgofficial ज़िल् हिज्जा के १० दिनों की इबादत की फ़ज़ीलत आज का सवाल न. २१६९ ज़िल् हिज्जा के १० दिनों और रात में इबादत की कोई ख़ास फ़ज़ीलत है ? अगर है तो हदीस की रौशनी में बताने की गुज़ारिश. अल जवाब حامدا و مصلیا و مسلما ...

Aaj Ka Sawal

ZUL HIJJAH (BAKRA EID KA MAHINA) ME BAAL NAKHOON KATNA AAJ KA SAWAL NO. 2166 Zul hijjah ke chand hone ke baad baal aur nakhoon kaatna kaisa hai? Iski kya maslihat va hikmat hai ?   Jawab  حامد و مصلیا و مسلما Zul hijjah ke chand hone ke baad jiske zimme qurbaani ho use baal aur naakhoon eid ki namaaz aur uski qurbaani hone tak na kaatna *mustahab hai.* taake qurbaani ka janwar uske har har juz (hissah) ka badal aur fidyah ho jaaye, aur Allah ta'ala ki rahmat se us aadmi ke jism ka koi hissah mahroom na rahe, Jin logon ke zimme qurbaani nahin hai woh bhi qurbaani karne walon ki aur Haj me gaye huve hajiyon ki mushabahat (copy) ikhtiyaar karenge to woh bhi un par naazil hone wali rahmat se Insha'Allah mahroom na rahenge,  *Lekin koi apne baal aur nakhoon katega, to na gunehgaar hoga, na qurbaani me koi kharaabi aayegi, is par wajib ki tarah amal karna aur aisa na karne walon ko tokna sahih nahin hai,* Jo cheez jis darajah me saabit ho usko usee daraj...

Aaj Ka Sawal

WAJAN PAR JANWAR KO KHAREEDNA वज़न पर जानवर को खरीदना बेचना AAJ KA SAWAL NO.2167 Vajan Karke Janwar ko kharidna kaisa hai ? ismein Dhokha Nahin Hota Hai Kyunki vajan se qimat ka itminaan ho jata hai. JAWAB حامدا و مصلیا مسلما Janwar tol Ke tole jaane wali chizon Mein dakhil Nahin Hai, is liye hidayah aur fathul qadeer Alamgiri Vagairah mein is muaamle ko Na-Jaiz likha hai. Na Jaiz Hone ki vajah yah Hai Ki mamle se pahle a na janwar ka vajan Maloom hota hai na uski qimat Maloom hoti hai, To yah Muaamla majhool- na Maloom Ho Gaya, Lekin Jab Janwar ko Tol liya Jaaye us Waqt uska ka vajan aur aur qimat maloom hokar jahalat khatm Ho Jaati Hai. Rahi Baat Vajan se janwar ka Mukammal Gosht Maloom Nahin Hota Hai, janwar Sukadkar kar yaa Sans fula kar ghata Badha deta hai to yah thodi si jahalat Maaf hai, urf Yaanai Bazar ka Aisa riwaj jis mein kharidar aur Bechne wala donon Razi hai, lihaja yah Mamla aakhirkar saheeh ho jayega. Darul Darul Uloom Deoband ke jaise Na Jaiza hone ...

Aaj Ka Sawal

ZUL HIJJAH (BAKRA EID KA MAHINA) ME BAAL NAKHOON KATNA AAJ KA SAWAL NO. 2166 Zul hijjah ke chand hone ke baad baal aur nakhoon kaatna kaisa hai? Iski kya maslihat va hikmat hai ?   Jawab  حامد و مصلیا و مسلما Zul hijjah ke chand hone ke baad jiske zimme qurbaani ho use baal aur naakhoon eid ki namaaz aur uski qurbaani hone tak na kaatna *mustahab hai.* taake qurbaani ka janwar uske har har juz (hissah) ka badal aur fidyah ho jaaye, aur Allah ta'ala ki rahmat se us aadmi ke jism ka koi hissah mahroom na rahe, Jin logon ke zimme qurbaani nahin hai woh bhi qurbaani karne walon ki aur Haj me gaye huve hajiyon ki mushabahat (copy) ikhtiyaar karenge to woh bhi un par naazil hone wali rahmat se Insha'Allah mahroom na rahenge,  *Lekin koi apne baal aur nakhoon katega, to na gunehgaar hoga, na qurbaani me koi kharaabi aayegi, is par wajib ki tarah amal karna aur aisa na karne walon ko tokna sahih nahin hai,* Jo cheez jis darajah me saabit ho usko usee daraj...

Aaj Ka Sawal's Post